How to Change Number During Call from Android
Agar aap call karte samaye apna number hide karna chahte hai ya fhir yu samajhlo ki apna number badlna chahte ho to es application ki madat se kar sakte hai ye application aapko aisa option deti hai jiski madat se aap kisi ko call karenge to aapka real number samne wale ke phone par nhi show hoga, ye application free application hai aur use karna bhi bahut asaan hai, jyada deir baat karne ke liye aapko es application me point ikatthe karne padenge jisse aap jyada deir tak baat kar payenge.
aur agar aap esme point khareedna chahe to khareed bhi sakte hai es application me aisa option bhi diya hua hai. application bahut kamaal ki hai aap easily point jod sakte hai aur kisi ko bhi call kar sakte hai, jab pahli baar aap application ko install karenge to 1000 point aapko pahle hi mil jayega jisse aap call kar sakte hai aur kisi se bhi baat kar sakte hai, es application ka link neeche diya hua hai waha se aap es application ko install kar sakte hai, ya fhir aap play sotore par search kar sakte hai JuscallΒ aur install kar sakte ho.
Application ko install karne ke baad open karna hai aur jo bhi permissions mangta hai unko dekhkar allow kar dena hai uske baad apne apni country ko select kar lena ha uske baad apne jisko bhi call karni ha uska number daal dena ha uske baad isme apko kuch credit free me mil jayega aur aap is aplication me esaily credit jama kar sakte ho jisse aap kafi time tak call per baat kar sakte ho application ko use karna bilkul simple hai aur bahut acche se kaam karti hai aur calling ke time bhi aapko kafi option mil jate hai jinka aap unko bhi use kar sakte ho aur credit ikattha karne ke bhi option hai jaha se aap point ikattha kar sakte hai aur jyada deir tak baat kar sakte ho es tarah aap es application ko use kar sakte ho.
Be the first to comment on "How to Change Number During Call from Android"