How to Divert SMS to Another Number

How to Divert SMS to Another Number

 

Agar aap apne android phone me aane wale sms ko divert ya forward karna chahte hai kisi aur number par to es application ki madat se bahut hi assaani ke saath kar sakte hai, es application ko use karke aap jiske bhi number par apna message divert karna chahe kar sakte hai ya fhir kisi aur ka message apne phone par divert karna chahe to wo bhi kar sakte hai, kai baar aap kahi bahar hote ho to aap done phone ko nhi lejana chahte ho to aap apne dusre phone ke sms dekh sakte ho, aur ye pura kaam automatic hoga aapko kuch karne ki jarurat nhi hai.

bas ek baar sabhi setting kar deni hai uske baad ye apne aap kaam karta rahega, es application ko use karna bhi bahut asaan hai koi bhi use kar sakta hai, aur es application us number ko daal dena hai jis number par sms divert karna hai aur select kar lena hai ki kis sim ke message aap divert karna chahte hai uske baad automatic sms divert hote rahenge.

Apne application ko download kar lena ha aur apne sabhi permission allow kar deni ha uske baad apko ek neecha option milega message ka apne us option per click kar dena ha aur uske baad apko msg ka option aur number dalne ka option milega apne msg aur number dalne ka baad apko msg forwarder ka option milega apne click kar dena ha uske baar apke samne rules ka option milega aur apko ek history ka option milega apko rules ko follow kar ke chlna ha, uske baad aapko number daal dena hai aur jo baki ki settings hai wo aap apne hisaab se kar sakte hai uske baad aapko kuch nhi karna ab sara kaam automatic hoga, aur koi sms aayega to wo automatic forward kar diya jayega.

Be the first to comment on "How to Divert SMS to Another Number"

Leave a comment

Your email address will not be published.


*