How to Remove PDF File Password || PDF File Ka Password Kaise Remove Kare
Agar aap apni PDF file ka password remove karna chahte hai to es application ki madat se bade aram se kar sakte hai ye application apke pdf ka password remove kar degi aur fhir aap bina password ke kahi bhi bhej payenge apne pdf file ko bahit choti si application hai aur bahut hi simple bhi hai koi bhi use kar sakte hai es application ko.
Application ko download karne ke baad permissions dekhkar allow kar deni hai uske baad file select karne ka option milega to apni pdf file select kar leni hai uske baad password mangega to ek baar aapko usi pdf ka password de dena hai aur uske baad aapka password remove kar diya jayega aur fhir pure tarike se open ho jayegi apki pdf file ab usme koi password nhi rahega ab aap kahi bhi bhej sakte hai bina password ke.
Be the first to comment on "How to Remove PDF File Password || PDF File Ka Password Kaise Remove Kare"