Mail Tracker – How To Track Sent Mail
Hello friend aaj ke is post me apko ek bahut hi kamaal ki application ke bare me batane wala hu is application ki help se aap jaan sakte hai kiΒ apka bheja hua mail kiskne dekha ha ya nhi, aap bahut aram se pata kar sakte ho jaise ki aap whatsapp use karte ho to aap jab kisi ko message karte ho to apko pata chal jata hoga kyuki vaha per blur tick lag jata ha ya fir aap facebook use karte ho to apko vaha bhi pata chal jata ha ki apka message kiskne dekha ha ya nhi per apko mail me nhi pata chalta ki apka mail kisine dekha ha ya nhi.
Lekin ab aap bahut asaani se pata kar sakte ho is application ki help se kyuki jab aap is application ki help se kisi ko bhi koi bhi mail send karoge to jaise apko whatsapp me blue tick lag jata ha to same apne mail me bhi tick laga huwa show karega to apko aram se pata chal jayega ki apka mail samne wale ne dekh liya ha to guys bahut hi mast application ha apke bahut kam ayegi aur isko koi bhi use kar sakta ha use karna bhi bahut hi asaan ha to bus apne isko download kar lena ha uske baad apne open karna ha.
Applicatipon ko downlaod karne ke baad aapne thik se sabhi permissions ko allow kar dena ha uske baad apne open karna ha jaise hi aap application ko open karoge to apko ek option milega activate tracker name se apne us option per click kar dena ha uske baad apne ek browser ko choose kar lena ha uske baad apne us email ID ko is application se link kar dena ha jiss ID se aap email send karte ho uske baad apko simple mail ke jaise message send karne ka option apko mil jayega apni ID daalni ha aur jisko mail send karna ha uski ID daal deni ha aur niche apne message type kar dena ha bus apka email send ho jayega uske baad jab apka message vo seen kar lega to apne mail ke uper do tick lag jayengi aap ye tick apni application me bhi dekh sakte ho aur apne email me bhi aur aap application ke ander full details bhi check kar sakte ho to bus apne application ko download kar lena ha aur use kar lena ha.
Be the first to comment on "Mail Tracker – How To Track Sent Mail"