Phone Usage Time for Android
Hello guys aaj ke is post me apko ek bahut hi kamaal ki application ke bare me apko batane wala hu ye application apke bahut kam ayegi kyuki kai bar kya hota ha ki aap apne mobile ki kafi sari application ko open karte ho aur fir aap un sabko all cloes kar dete ho aur fir apko pata bhi nhi hota ha ki apne kon kon si application ko open kiya hoga to guys aap bahut hi aram se aap ye bhi dekh sakte ho ki apne konsi application ko kiss time open kiya hoga aur sath sath me aap unki timing bhi dekg sakte ho jaise ki kai bar kya hota ha ki apka moblie apse koi le leta ha aur apke bina permision ke ke vo apki kuch private application ko vo open karta ha uske baad vo all cloes kar deta ha taki apko pata na chale ki usne apke mobile me kuch bhi open kara hoga per guys ager apke mobile me ye application hogi to aap babut hi asaan tarike se aap pata laga sakte ho to bus apne application ko download kar lena ha aur apne open karna ha.
Application ko apne download karne ke baad apne sabhi permisions ko allow kar dena ha aur fir apne open karna ha aur jaise hi aap open karoge apko uper side ek arrow ka option mil jayega use pane click karke aap kitne din tak dekhna chahte ho ki aapne kon konsi application use kari thi aur kab kise time per ise kari thi to aap usko apne hisab se set kar sakte ho.
Aur fir apne three dot wale option per click kar ke aap apni application ka jo notification ha uske on offf kar sakte ho aur apko sath me time format ka bhi option mil jata ha jaise ki apne koi bhi application ko kab use kara tha vo apki moblie screen per show ho jayega application aur time sath me aur jab aap ye dekhoge ki mene kab konsi application ko use kara tha to apko ek date ka bhi option mil jayega ki apne kiss date ko application use kari thi to guys bahut ki kamaal ki application ha bus apne download kar lena ha aur apne use karna ha.
Be the first to comment on "Phone Usage Time for Android"