Secure Private Photo Video in Android Mobile

Secure Private Photo Video in Android Mobile

 

Agar aap apne android se kisi bhi photo ya video ya fhir kisi recording aur songs ko hide karna chahte hai to es application ki madat se bahut asaani se kar sakte hai, ye application agar koi dekhega aapke phone me to usko samajh nhi aayega ki esme aapne kuch hide kiya hua hai, ye application bilkul free hai aur esko use karna bhi abhut assan hai koi bhi use kar sakta hai, agar aap koi note banakar esme hide karna chahe to eske andar note bhi bana sakte hai aur usko hide bhi kar sakte hai, es application ko agar koi open bhi kar deta hai to usko volume up down karne ke option milenge bas, ye ek volume ki application hai, lekin aap esme data bhi hide kar sakte hai, application bahut useful hai aur free bhi.

Application ko download karne ke baad open karna hai aur sabhi permissions allow kar deni hai uske baad aapko volume up down karne ke option milenge jisse aap apne phone ke volume ko control kar sakte hai, uske baad aapko upar volume wale icon par long press karna hai aur password bana lena hai uske baad security question aur answer select kar dena hai uske baad aap application ke andar aa jayenge uske baad aapko jo cheej hide karna chahe kar sakte hai, agar folder banana chahe to bana sakte hai aur jo bhi cheej hide karenge wo phone me nhi dikhegi es tarah aap es application use kar sakte hai.

Be the first to comment on "Secure Private Photo Video in Android Mobile"

Leave a comment

Your email address will not be published.


*