4 Useful Tips for Photography
Hello guys, aaj ke is post me apko photography tips dene wala hu jisme ek applicatioo ko use karna hai es ek application se aap char kaam kar sakte hai aur ye application bilkul free hai, aap kabhi apni photo ko click karte ho aur apki photo me blur aa jata ha aap us photo ko delete kar dete ho par agar ye application apke phone me hogi to apki koi bhi photo kharab nhi hogi kyuki is application ki help se aap apni photo me blur effect hata sakte ho, aur agar apki photo me koi scratch effect ho aap usko bhi thik kar sakte ho, aur agar apki photo black & white hai to usko colourful photo me badal sakte ho matlab usme colour bhar sakte ho automatic, aur aap apni photo me animation effect bhi laga sakte ho bahut kamaal ki application ha aur isko use karna bhi bahut asaan ha koi bhi isko use kar sakta ha aur bhi apko is application me editing ke option mil jate ha jab aap is application ko use karoge to aapne apne net on rakhna ha uske baad apne application ko use karna ha application ko download kar len hai neeche link diya hua hai.
APP Features:
- Remove Scratches
- Add Animation
- Remove Blure Effect
- Black&White to Colourful
Application ko download karne ke baad open karna hai aur sabhi permissions dekh kar allow kar deni hai, uske baad apko 4 option mil jayenge jaise ki 1 photo animation ka option aap apne face per animation effect laga sakte ho aur 2 colour effect wala option mil jayega aur 3 option blur hatane ka aurΒ 4 option apni photo se scratches hatane ka vo option bhi apko mil jayega bus apne apni photo ko select karna ha aur automatic apki photo ban ke raedy ho jayegi, essi tarah jo bhi option aap use karna chahe kar sakte hai aur en option ko use karna bahut assan hai.
Be the first to comment on "4 Useful Tips and Tricks for photography"