How To Send Empty Text For Android
Hello guys aaj ke is post me apko ek bahut hi mast application ke bare me batane wala hu ager aap bhi whatsapp use karte ha to aap abhi apne about me kuch na kuch likh ke rakhte ha jo aap apne about me show karana chahte ha aur whatsaap ki ek setting bhi hoti ha ki aapne apne about me kuch na kuch fill karna ha tabhi jake vo save ya tick hoga bina kuch type kare apka about save nhi hoga ye baat apko bata hogi per aap is application ki help se aap kisi ko bhi apna whatsapp about dikha kar usko shok me daal sakte ho koi bhi apka friend ho ya apki GF ho koi bhi ek bar ke liye to vo bhi apse puchhega ki apne ye kaise kara kyuki is application ki help se aap apna full about bina kuch type kare save kar sakte to bahut hi kamaal ki application ha aur isko use karna bhi bahut hi asaan ha koi bhi isko use kar saktaha aur bhi apko is application ki setting mil jayengi application ke an der to bus apne application ko download kar lena ha uske baad apne applicaation ko open karna ha.
Application ko download karne ke baad apne sabhi permissions ko allow kar dena ha aur uske baad apne open karna ha appliocation jaise hi open karoge to apko ek empty name ka option milega apne us per click karke usko apne copy kar lena ha uske baad apne apne whatsapp se chale jana ha uske baad apne apni profile me jana ha aur fir apne jaha per aap apna name type karte ho vaha per apne jiss chij ko copy kiya tha usko apne paste kar dena ha vo about apka empty type me save ho jayega aur vaha per kuch bhi mhi dikhega fir apne niche about wale option me jake bhi same hi paste kar dena ha jisko apne abhi copy kiya tha uske baad na hi apka kisi ko name dikhega nahi apka about dikhega guys bahut hi mast application ha whatsapp ki aap jarur se ek bae isko use karna to bus apne application ko download kar lena ha aur use karna ha.
Be the first to comment on "How To Send Empty Text For Android"