VN Video Editor Maker VlogNow for Android
Es post me apko bataunga VN application ke bare mein vn application ek video editing app ha aur is app ka aap use karke apne simple se video ko kafi achha edit kar sakte ho aur is application me apki video quality bhi loss nhi hoti aur bahut hi asaan ha applicatopn ko chalana koi bhi es ko use kar sakta ha jab aap application ko download karoge to apne sabhi permission allow kar deni ha.
Jab aap vn app ko open karoge to apko 3 option milange aap apni story bhi bna sakte ho aur apko template ka bhi option mil jata ha apne apni video ko add karne ke liya apko new project per click kar dena ha apki video add ho jayegi fir apko kafi option mil jayenge sabse pehle apko template ka option mil jayega jinka aap use karke apne simple se video ,me bahut sare colour template laga sakte uske baad apko filter ka option mil jayega aap bahut sare filter ka use apne video me kar sakte ho bahut hi mast mast filter apko mil jayege apne video ke hisab se apne set kar lene ha uske baad apko seepd ka option mil jayega.
jaise ki aap apni video me slowmo daalna chahte ho ya fir jaise ki aap apni video ko mix slow fast dono effect ek sath set kar sakte ho to aap bahut hi aram se slow fast video editing kar sakte ho uske baad apko aur bhi bahut sare option apko isa pplicatipon me mil jayenge jaise ki split ka aur FX effcet lagane ka is option ke ander apko sare ke sare effect apko mil jayenge all effect zoom effect aur shek effect aur bhi bahut sare effcet apko mil jayenge aur bhi option ha isme jaise ki aap apni video ko reverse kar aur apko is application me apko preset add karke aap apni video ka backgrounga colour change bhi kar sakte ho ho bahut hi kamaal ki application ha to bus apne application ko download karke open karna ha. Template filter aur apko apni video slow fast karne ha bhi option mil jata ha speed ka option aur trim ka option bhi mil jata ha aur apko apni video me shake effcet lagane ka bhi option mil jata ha aur bhi kafi option jinka aap use karke apni video editing kar sakte ho application bilku kammal ki hai download karo aur use karo.
Be the first to comment on "VN Video Editor Maker VlogNow for Android"