How to Change Video Background Colour 

How to Change Video Background Colour

Hello friend aaj ke is post me apko ek bahut mast video editing application ke bare me batane wala hu ager aap instagara ya fir facebook use karte ha to photo aur reels  video bhi upload karte honge ager aap thhoda bhi photo editing ya fir video editing me interst rakhte ho to apne ek application ke bare me jarur se suna hoga lightroom bahut hi best application ha photo colour grading ki aur abhi uska new update bhi aya ha usme apko ek video editing ka bhi option mil jata ha usme aap apni video ka background colour change kar sakte ho per jo ye application ha video colour grading ke liye best apllication ha is application me apko pehle se bahut sare preset mil jate ha jisse aap apni video me one click me colour kar sakte ho.

aur jaise ki apki is application me blur effect bhi mil jayega video blur effect laga sakte ho aur apko motion effect ka option mil jayega uska bhi aap use kar sakte aur apko ek option aur milega borders ka aap apne background me bahut hi alag alag colour ke borders laga sakte ho jo dekhne me bahut ki makaal ka lagta ha aur apko is apllication me bahut sare free preset ha aur apko iski lighting setting ke bahut sare option mil jate ha apki video ki light ko bahut hi  achhe se set kar dega aur bhi apko bahut option mil jate ha colour karne ke to bus apne application ko download kar lena ha uske baad apne application open karna ha.

Application ko download karene ke baad apne sabhi permissions ko thik se allow kar dena ha uske baad apne open karna ha jaise hi open karoge aapke samne apko sare colour tone ke free preset mil jayenge aap unka bhi apni video me use kar sakte ho uske baad apko niche side me 3 line wale option per click kar dena ha uske baad apko sare option mil jayenge light ke aur colour gading ke to sabse pehle apne apni video ki lighting ko set karna ha apki video me jiss chij ki kami ha usko apne pura karna ha jaise ki apki video me exposure contrast hightilghts shadows whites blacks ye sare option apko milenge apne inka use karna ha apni video me uske baad apne colur grading wale option per jana ha ab apko ek HSL ka option melega jaise hi aaap usper click karoge apke samne sare colour a jayenge bus aapne apne tarike se colour grading kar leni ha to friends bahut hi asaan tarike se aap apni video ka backgroungd colour change kar sakte ho.

1 Comment on "How to Change Video Background Colour "

Leave a comment

Your email address will not be published.


*