How To Erase Photo Background From Android Mobile

How To Erase Photo Background From Android Mobile

 

Hello guys aaj ke is post me apko ek bahut hi kamaal ki application ke bare me apko batane wala hu agar aap photo editng karna pasand karte ho to ye application apke bahut hi jayeda kaam ayegi ager aap photo editing karte ho to apko bhi pata hoga ki jab bhi ham koi bhi background change photo editing karte ha to sabse important kam kya hota ha ki hamari photo ka jo background ha vo achhi se erase hona chahiye tabhi jake hamari photo ka jo background ha vo model se bilkul match karega aur is application me apko bilkul bhi apna time vest nhi karna ha bus apne apni photo ko is application me add kar dena ha aur uske bad kuch second me hi apki photo ka background remove ho jayega uske baad aap apni photo me black screen lagana chahte ho to aap vo bhi laga sakte ho aur apne niche side me ek bahut hi mast option mil jayega is application me vo option apko blur ka milega jaise ki apki simple photo ha aap usme bahut hi aram se dark blur efect laga sakte ho.

jaise hi apki photo ka PNG nikal jayega uske baad apko niche side me blur option per click karke aapne apne photo me blur efect ko add kar dena ha bilkul apko DSLR jaisa blur dekhne ko milega aur apko is application me ek logo type option milega jaise ki aap apni photo ko logo type editing karna chahte ho to aap apni photo ko cercal type logo jaise photo editng kar sakte ho apko sare option apke samne hi mil jayenge niche side apko aur ek baad aur jabhi aap apni photo ka PNG nikaloge apne apne mobile ka net on rakhna ha tabhi ye application kam karegi to bus apne application ko download kar lena ha uske baad apne open karna ha.

Application ko download karne ke baad apne sabhi permisions ko allow kar dena ha uske baad apne start from photo wale option per click kar dena ha uske baad apne apni photo ko add karna ha aur apne apne phone ka net on kar lena ha uske baad aap jaise hi apni photo add karoge kuch second me hi apki photo ka PNG nikal ke apke samne a jayega aur fir apko apni photo ko editing karne ke liye sare option mil jayenge to bus apne application ko download kar ke use karna ha.

 

Be the first to comment on "How To Erase Photo Background From Android Mobile"

Leave a comment

Your email address will not be published.


*