How To Schedule Call In Android Mobile
Hello guys aaj ke is post me apko ek bahut hi mast application ke bare me batane wala hu is application ki help se aap kisi ko bhi call karna kabhi nhi bhuloge ye application apko automatic yaad dila diya karegi ki apko kisi ko bhi apne friend ya apni GF ko call karni ha apko pata lag ajyega ki apko calll karni ha, ager apko yaad na rahe ki apne kisi ko call karni ha to is application me bahut sare option aise bhi ha ki apne jise bhi call karni ha usko apka calll automatic lag jayega, ager apko yaad na rahe to apke phone per notification bhi a jayega apke phone ka speaker on ho jayega taki apko pata chal jaye ki apne kisi ko is time per call kari ha.
Aur bhi bahut sare option ha is application me ye aaplication bahut jagah apke kaam ayegi jaise ki apne kisi ko birthday wish karna ha ha kai bar kya hota ha ki apko yaad hota ha per aap bhul jate ha to ager apne is application me me uski timing add karke chhod diya to bus apki call automatic lag jayegi to bus aapne application koΒ download kar lena ha uske baad apne open karna ha.
How to Use:
Application ko download karne ke baad apne thik se sabhi permissions ko allow kar dena ha uske baad open karna ha jaise hi open karoge apko plus wale button per click karna ha uske baad apko number add karne ka option mil jayega ya fir aap apne contect se bhi number add kar sakte ho aur apko kiss time usko call jani chahiye vo apne thik se time ko set kar dena ha uske baad apne date bhi add kar deni ha ki kiss date ko call jani chahiye aur apne speaker on off apne hisab se kar lena ha uske baad apne call repeat bhi karvani ha ki apki call har saal lag jaye to bus apki call usi time apne aap lag jayegi jiss time aur date apne application me add kari thi to guys bahut hi kamaal ki application ha esi tarah se use kar sakte hai.
Be the first to comment on "How To Schedule Call In Android Mobile"