Whatsapp Status Schedule Kaise Kare
Hello friend aaj ke is post me apko ek bahut ki kamaal ki whatsapp status schedule kaise kar sakte ha, jo bhi status aap schedule karna chahte hai usko select kar lena hai uske baad date select kar leni hai aur ye application apna kaam kar degi aur ye application apke bahut hi jyada kaam ayegi jaise ki aap kis ko bhi birthday wish karna ha apne friend ya apni GF ko kisi ko bhi time per wish karna ha kyuki sabse pehla wish apka hoga.
Eske liye bus apne is application ki help se whatsapp status schedule ko set kar dena ha apne apni timing ko set kar dena aur vo automatic apke whatsapp status per lag ajyega aur aap isme kafi din pehle se schedule set kar sakte ho jaise ki apke dost ka 2 din baad birthaday ha to bus apne schedule set kar dena ha aur apka status lag jayega aur bhi is application me apko bahut sare option mil jate ha, ye application jo apke normal whatsapp me kam karti ha to bus aapne application ko download kar lena ha uske baad apne ise open karna ha.
How to Use!
Application ko download karne ke baad apne thik se sabhi permissions ko allow kar dena ha uske baad apne jaise hi aap open karoge apko 4 type ke whatsapp ke option mil jayenge jo aap whatsapp use karte ho bus apne usko choose kar lena ha uske baad apne schedule status wale option per click kar dena ha uske baad apko niche side ek enable ka option mil jayega to apne us per click kar dena ha aur fir apko status schedule for whatsapp ka option milega usper apne click kar dena ha uske baad apne use for whatapp status schedule wale option per click kar dena ha uske baad apki sabhi permissions allow hone ke baad apko ek bar aur allow karne ke liye bolega apne kar dena ha fir apko 4 option mil jayenge take photo open gallery choose video aur record video apke pass jo bhi ha aapne apne status per lagami ha apne usko set kar lena ha jaise hi aaap apni koi photo ya video choose kar lete ho uske baad apko date aur time set karne ka option mil jayega aapne apne hisab se set kar lena ha ager apne baad me kuch change karna ha to bus apne edit wale option per click karke aap uske edit kar sakte ho to friend bahut hi asaan tarike se aap apna whatsapp status schedule set kar sakte ho to bus aapne application ko download karna ha aur use karna ha.
Be the first to comment on "Whatsapp Status Schedule Kaise Kare"