How To Set Signature Lock For Android Mobile

How To Set Signature Lock For Android Mobile

 

Es post me apko ek bahut hi kamaal ki screen lock application ke bare me batane wala hu apne bahut sare screen lock dekhe hounge pin lock number lock aur bhi bahut alag tarike ke lock apne dekhe honge per jo is appplication ka lock ha bahut hi kamaal ka lock ha ab ye application kaam kaise karti ha jaise ki apne lock lagana ha to aap isme apne kisi bhi name ka ek word draw karke lock laga sakte ho jaise ki singnature lock laga sakte ho khud se aap kuch bhi draw karke aap lock ko set kar sakte ho aur kisi ko bhi pata nhi chalega ki apne konsa lock lagaya haΒ  chahe apka phone koi bhi use karle apki screen nhi chalegi jab tak aap usme vahi chij draw nhi karte ho uske bina apka lock open hi nhi hoga aur ye lock dekhne me aur open karne me bahut hi kamaal ka lagta ha ek aur option apki is application me mil jata ha jaise ki maan lo apka lock na open ho to recovery ka bhi option diya hua hai aur ek lock ka option aur mil jata ha aap usme apna number type password set kar apna lock khol sakte ho to friend bahut hi asaan hai application ko use karna ha to bus apne application ko download kar ke apne open karna ha.

Application ko download karne ke baad apne thik se sabhi permissions ko allow kar dena ha uske baad apne open karna ha jaise hi aap open kroge to apko create gesture ke liye bolega apne jo bhi name draw karna ha vo kar lena ha uske baad apne fir se ek bar aur draw kar dena ha yaad rakhna jo word apne draw kiya ha usi se apka lock open hoga uske baad apne recovery password jarur bana lena hai uske baad apne ye password apko vaha per help karega jaise ki aap bhul jate ha ki apne kya draw kiya tha to aap recovery password daal ke lock open kar sakte ha uske baad apke samne apki application ki setting open ho jayegi apko ek enable ka option milega usko apne enable kar dena ha uske baad apko lock change karne ka option mil jayega aur bhi setting mil jayegi jaise ki jo aap draw karoge vo kis colour ka dikhna chahiye vo bhi aap set kar sakte ha.

Aur ek option aur apko bahut hi kamaal ka milta ha jaisi ki apka phone kisi aur ke pass ha aur vo apke phone ka password galat daal raha ha open karne ki koshish kar raha ha to uski photo apne aap click hoke phone me a jayegi aisa bhi option apko mil jayega aur email per send bhi kara sakte ho aur aap apna finger print dikhana chahte ha to vo bhi dikha sakte ha yafir aap hide rakhan chahte ha to vo bhi kar skate ha aur agar aap apne background me koi photo add karna chahte ha to vo bhi set kar sakte ha aur apne lock me aap animation effect bhi laga sakte ho aur bhi apko bahut sare option isme mil jate ha aur apko sound show hona chahiye ya nhi aur apko iska notification show hona chahiye ya nhi vo bhi aap set kar sakte ha to bus is type se apka lock lag jayega to guys bahut hi mast application ha bus apne download kar lena ha aur use kar lena hai.

 

 

Be the first to comment on "How To Set Signature Lock For Android Mobile"

Leave a comment

Your email address will not be published.


*